और तो क्या था बेचने के लिए अपनी आँखों के ख़्वाब बेचे हैं
aur to kyā thā bechne ke liye apnī āñkhoñ ke ḳhvāb beche haiñ