ये तो बढ़ती ही चली जाती है मीआद-ए-सितम
जुज़ हरीफ़ान-ए-सितम किस को पुकारा जाए
वक़्त ने एक ही नुक्ता तो किया है तालीम
हाकिम-ए-वक़त को मसनद से उतारा जाए
ye to baḌhtī hī chalī jaatī hai mī.ād-e-sitam
juz harīfān-e-sitam kis ko pukārā jaa.e
vaqt ne ek hī nukta to kiyā hai ta.alīm
hākim-e-vaqt ko masnad se utārā jaa.e