sar mein takmil ka tha ek sauda

0

सर में तकमील का था इक सौदा
ज़ात में अपनी था अधूरा मैं
क्या कहूँ तुम से कितना नादिम हूँ
तुम से मिल कर हुआ न पूरा मैं



sar meñ takmīl kā thā ik saudā
zaat meñ apnī thā adhūrā maiñ
kyā kahūñ tum se kitnā nādim huuñ
tum se mil kar huā na puurā maiñ


 

0 Comments
Oldest
Newest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments