pasine se mere ab to ye rumal

1

पसीने से मिरे अब तो ये रूमाल
है नक़्द-ए-नाज़-ए-उल्फ़त का ख़ज़ीना
ये रूमाल अब मुझी को बख़्श दीजे
नहीं तो लाइए मेरा पसीना



pasīne se mire ab to ye rūmāl
hai naqd-e-nāz-e-ulfat kā ḳhazīna
ye rūmāl ab mujhī ko baḳhsh diije
nahīñ to lā.iye merā pasīna


 

0 Comments
Oldest
Newest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments