मैं ने हर बार तुझ से मिलते वक़्त
तुझ से मिलने की आरज़ू की है
तेरे जाने के ब’अद भी मैं ने
तेरी ख़ुशबू से गुफ़्तुगू की है
maiñ ne har baar tujh se milte vaqt
tujh se milne kī aarzū kī hai
tere jaane ke ba.ad bhī maiñ ne
terī ḳhushbū se guftugū kī hai