जो रानाई निगाहों के लिए फ़िरदौस-ए-जल्वा है
लिबास-ए-मुफ़्लिसी में कितनी बे-क़ीमत नज़र आती
यहाँ तो जाज़बिय्यत भी है दौलत ही की पर्वर्दा
ये लड़की फ़ाक़ा-कश होती तो बद-सूरत नज़र आती
jo ra.anā.ī nigāhoñ ke liye firdaus-e-jalva hai
libās-e-muflisī meñ kitnī be-qīmat nazar aatī
yahāñ to jāzbiyyat bhī hai daulat hī kī parvarda
ye laḌkī fāqa-kash hotī to bad-sūrat nazar aatī