उस के और अपने दरमियान में अब
क्या है बस रू-ब-रू का रिश्ता है
हाए वो रिश्ता-हा-ए-ख़ामोशी
अब फ़क़त गुफ़्तुगू का रिश्ता है
us ke aur apne darmiyān meñ ab
kyā hai bas rū-ba-rū kā rishta hai
haa.e vo rishta-hā-e-ḳhāmoshī
ab faqat guftugū kā rishta hai