har tanz kiya jae har ek tana diya jae

0

हर तंज़ किया जाए हर इक तअना दिया जाए
कुछ भी हो पर अब हद्द-ए-अदब में न रहा जाए
तारीख़ ने क़ौमों को दिया है यही पैग़ाम
हक़ माँगना तौहीन है हक़ छीन लिया जाए



har tanz kiyā jaa.e har ik ta.ana diyā jaa.e
kuchh bhī ho par ab hadd-e-adab meñ na rahā jaa.e
tārīḳh ne qaumoñ ko diyā hai yahī paiġhām
haq māñgnā tauhīn hai haq chhīn liyā jaa.e


 

0 Comments
Oldest
Newest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments