ye tere KHat teri KHushbu ye tere KHwab-o-KHayal

0

ये तेरे ख़त तिरी ख़ुशबू ये तेरे ख़्वाब-ओ-ख़याल
मता-ए-जाँ हैं तिरे क़ौल और क़सम की तरह
गुज़शता साल इन्हें मैं ने गिन के रक्खा था
किसी ग़रीब की जोड़ी हुई रक़म की तरह



ye tere ḳhat tirī ḳhushbū ye tere ḳhvāb-o-ḳhayāl
matā-e-jāñ haiñ tire qaul aur qasam kī tarah
guzashta saal inheñ maiñ ne gin ke rakkhā thā
kisī ġharīb kī joḌī huī raqam kī tarah


 

0 Comments
Oldest
Newest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments